Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKaherava Tal
HomeKaherava Tal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chahoonga main tujhe saanjh savere phir bhi kabhi ab naam ko tere aawaaz main na doonga aawaaz main na doonga chahoonga main tujhe saanjh savere phir bhi kabhi ab naam ko tere aawaaz main na doonga aawaaz main na doonga chahoonga main tujhe saanjh savere dekh mujhe sab hai pata sunta hai tu man ki sadaaaa dekh mujhe sab hai pata sunta hai tu man ki sada mitavaaaaa mere yaar tujhko baar baar aawaaz main na doonga aawaaz main na doonga chahoonga main tujhe saanjh savere phir bhi kabhi ab naam ko tere aawaaz main na doonga aawaaz main na doonga chahoonga main tujhe saanjh savere dard bhi tu chain bhi tu daras bhi tu nayan bhi tu dard bhi tu chain bhi tu daras bhi tu nayan bhi tu mitavaaaaa mere yaar tujhko baar baar aawaaz main na doonga aawaaz main na doonga chahoonga main tujhe saanjh savere phir bhi kabhi ab naam ko tere aawaaz main na doonga aawaaz main na doonga aawaaz main na doonga aawaaz main na doonga
chain nahin aaye kahan dil jaaye sajanwa hoooo balamwa hoooo chain nahin aaye kahan dil jaaye sajanwa hoooo balamwa hoooo chain nahin aaye kahan dil jaaye lehren kinaare se bichhad gayin aise lehren kinaare se bichhad gayin aise nazron se door tum ho gaye piya jaise ho gaye piya jaise chain nahin aaye kahan dil jaaye sajanwa hoooo balamwa hoooo chain nahin aaye kahan dil jaaye patjhad aayi chhayi udasi preet kamal murjhaye hoooo ooo patjhad aayi chhayi udasi preet kamal murjhayeeee paas nahin jab tum hi baalam man kaise muskayeeee man kaise muskaye chain nahin aaye kahan dil jaaye sajanwa hoooo balamwa hoooo chain nahin aaye kahan dil jaaye aaun to aaun piya kaise main aaun aaun to aaun piya kaise main aaun tere milan ki raah na paaun raah na paaun chain nahin aaye kahan dil jaaye sajanwa hoooo balamwa hoooo chain nahin aaye kahan dil jaaye
Chal Ud Jaa Re Panchhi Ke Ab Ye Des Hua Begaana, Bhool Ja Ab Wo Mast Hawaa Wo Udna Daali Daali
chale jaana nahin chale jaana nahin nain milaa ke haaye saiyaan bedardi saiyaan bedardi chale jaana nahin chale jaana nahin nain milaa ke haaye saiyaan bedardi saiyaan bedardi meri kasam tumhen mere hi hoke rehna meri kasam tumhen mere hi hoke rehna dilon ki ye baat kisi aur se nahin kehna dilon ki ye baat kisi aur se nahin kehna bairi duniyaa se bairi duniyaa se rakhna chhupaa ke haaye saiyaan bedardi saiyaan bedardi chale jaana nahin chale jaana nahin nain milaa ke haaye saiyaan bedardi saiyaan bedardi nanhi si jaan meri kaho naa jalaaoge nanhi si jaan meri kaho naa jalaaoge chhod ke mujhe kahin chale to naa jaaoge chhod ke mujhe kahin chale to naa jaaoge bhool jaana nahin bhool jaana nahin dil mein basaa ke haaye saiyaan bedardi saiyaan bedardi chale jaana nahin chale jaana nahin nain milaa ke haaye saiyaan bedardi saiyaan bedardi
dil ka afsaana sunaate hain sunaane waale haaan aaaaaa aaaaaa kaash samjhe naa muhabbat ko mitaane waale pyaar ka naam bhi lete huye darr lagta hai aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa teer khinche huye baithe hain zamaane waale aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa cha
chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se milan ko chali naina banvariya mann mein sanvariya chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se milan ko chali naina banvariya mann mein sanvariya chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se milan ko chali daar ke kajra latt bikhra ke daar ke kajra latt bikhra ke dhalte din ko raat bana ke kangna khankaati bindiya chamkaati kangna khankaati bindiya chamkaati chham chham dole sajna ki gali chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se milan ko chali naina banvariya mann mein sanvariya chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se milan ko chali komal tan hai sau bal khaya ho gayi bairan apni hi chaaya komal tan hai sau bal khaya ho gayi bairan apni hi chaaya ghoonghat khole na mukh se bole na ghoonghat khole na mukh se bole na raah chalat samhali samhali chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se milan ko chali naina banvariya mann mein sanvariya chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se
chalo sajna jahan tak ghata chale chalo sajna jahan tak ghata chale laga kar mujhe galeeee chalo sajna jahan tak ghata chale chalo sajna jahan tak ghata chale sundar sapnon ki hai manzil kadam ke neeche sundar sapnon ki hai manzil kadam ke neeche fursat kis ko itni dekhe jo mud ke peechhe tum chalo hum chalen hum chalen tum chalo saawan ki hawa chaleee chalo sajna jahan tak ghata chale dhadkan tumhre dil ki uljhi humari latt mein dhadkan tumhre dil ki uljhi humari latt mein tumhre tan ki chhaya kaajal bani palak mein ek hain do badan do badan ek hai aanchal ke tale taleee chalo sajna jahan tak ghata chale pathreeli rahon mein tum sang main jhoom loongi pathreeli rahon mein tum sang main jhoom loongi khaaoge jab thokar honthon se choom loongi pyaar ka aaj se aaj se pyaar ka hum se silsila chaleee chalo sajna jahan tak ghata chale laga kar mujhe galeeeee chalo sajna jahan tak jahan tak ghata chale chalo sajna jahan tak ghata chale
chanda reeeee jaaaa reeeee jaaaa reeeee chanda re ja re ja re chanda re ja re ja re piya se sandesa mora kaiyo jaaaa chanda re ja re ja re piya se sandesa mora kaiyo jaaaa mora tum bin jiya naa laage re piya mora tum bin jiya naa laage re piya mohe ik pal chain naa aaye chanda re ja re ja re kiske mann mein jaaye base ho kiske mann mein jaaye base ho humre mann mein agan lagaaye humre mann mein agan lagaaye humne tori aas mein baalam deep jalaaye deep bhujhaaye deep jalaaye deep bhujhaaye phir bhi tera mann naa pighala humne kitne neer bahaaye chanda ja re ja re chanda re ja re ja re ghadiyaan gin gin din bitat hai ghadiyaan gin gin din bitat hai ankhiyon mein kat jaaye raina ankhiyon mein kat jaaye raina tori aas liye baithe hain hanste naina rote naina hanste naina rote naina humne tori raah mein preetam pag pag pe hai nain bichhaye chanda ja re ja re chanda re ja re ja re piya se sandesa mora kaiyo jaaaa chanda re ja re ja re
naina to dukhne lage panth nihar nihar har dhadkan papiha bani piya pukar pukar chanda re mori patiyan le ja patiyan le ja saajan ko pahuncha de re wo likh sake jawaab unhe tu mera pata bata de re chanda re chanda re mori patiyan le ja patiyan le ja sajni ko pahuncha de re wo likh sake jawaab unhe tu mera pata bata de re chanda re palkon ki hai kalam banayi kajal beh kar bani siyaahi kaise likhun kahani ghum ki tu hi mujhe bata de re chanda re mori patiyan le ja patiyan le ja saajan ko pahuncha de re chanda re hum khush hain ghum diya hai tune ye ehsaan kiya hai tune jahaan raho khush raho meri iss dua ka asar dikha de re chanda re mori patiyan le ja patiyan le ja sajni ko pahuncha de re chanda re o aakash ke sundar darpan tu hi sajni tu hi saajan bichhde dilon ko phir se mila de rota chaman hansa de re chanda re mori patiyan le ja patiyan le ja saajan ko pahuncha de re wo likh sake jawaab unhe tu mera pata bata de re chanda reee
chandan sa badan chanchal chitvan dheere se tera ye muskaana chandan sa badan chanchal chitvan dheere se tera ye muskaana mujhe dosh naa dena jag waalo mujhe dosh naa dena jag waalo ho jaaye agar dil deewaana chandan sa badan chanchal chitvan ye vishaal nayan jaise neel gagan panchhi ki tarah kho jaaun main sarhaana jo ho teri baahon ka angaaron pe so jaaun main mera bairaagi mann dol gaya mera bairaagi mann dol gaya dekhi jo adaa teri mastaana chandan sa badan chanchal chitvan tann bhi sunder mann bhi sundar tu sundartaa ki murat hai kisi aur ko shaayad kam hogi mujhe teri bahot zururat hai pehle bhi bahot dil tarsaa hai pehle bhi bahot dil tarsaa hai tu aur naa dil ko tarsaana chandan sa badan chanchal chitvan dheere se tera ye muskaana
chandan sa badan chanchal chitwan dheere se tera ye muskaana chandan sa badan chanchal chitwan dheere se tera ye muskaana mujhe dosh naa dena jag waalao mujhe dosh naa dena jag waalao ho jaaun agar main deewana chandan sa badan chanchal chitwan ye kaam kamaan bhanve teri palkon ke kinaare kajraare ye kaam kamaan bhanve teri palkon ke kinaare kajraare maathe par sindoori sooraj honthon pe dehkate angaare saaya bhi jo tera pad jaaye saaya bhi jo tera pad jaaye aabaad ho dil kaa viraana chandan sa badan chanchal chitwan tan bhi sundar mann bhi sundar tu sundarta ki murat hai tan bhi sundar mann bhi sundar tu sundarta ki murat hai kisi aur ko shaayad kam hogi mujhe teri bahot zarurat hai pehle bhi bahot main tarsaa hoon pehle bhi bahot main tarsaa hoon tu aur naa mujhko tarsaana chandan sa badan chanchal chitwan dheere se tera ye muskaana mujhe dosh naa dena jag waalao mujhe dosh naa dena jag waalao ho jaaun agar main deewana chandan sa badan chanchal chitwan
chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya ek dhanwaan ki beti ne nirdhan ka daaman chhod diya chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya kal tak jisne kasmen khaayin dukh mein saath nibhane ki aaj wo apne sukh ki khatir ho gayi ek begaane ki shehnaaiyon ki goonj mein dab ke reh gayi aah deewaane ki dhanwaanon ne deewaane ka ghum se rishta jod diya ek dhanwaan ki beti ne nirdhan ka daaman chhod diya chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya wo kya samjhe pyaar ko jinka sab kuchh chaandi sona hai dhan waalon ki is duniya mein dil to ek khilona hai sadiyon se dil tootta aaya dil ka bas ye rona hai jab tak chaaha dil se khela aur jab chaaha tod diya ek dhanwaan ki beti ne nirdhan ka daaman chhod diya chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya kal tak jisne kasmen khaayin dukh mein saath nibhane ki aaj wo apne sukh ki khatir ho gayi ek
hmmm hmmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm chaudhveen ka chaand ho yaa aaftaab ho jo bhi ho tum khuda ki kasam lajawaab hoooo chaudhveen ka chaand ho yaa aaftaab ho jo bhi ho tum khuda ki kasam lajawaab hoooo chaudhveen ka chaand ho zulfen hain jaise kaandhon pe baadal jhuke huye aankhen hain jaise mai ke pyaale bhare huye masti hai jiss mein pyaar ki tum wo sharaab hoooo chaudhveen ka chaand ho chehraa hai jaise jheel mein hansta hua kanwal yaa zindagi ke saaz pe chhedi huyi ghazal jaane bahaar tum kisi shaayir ka khwaab hoooo chaudhveen ka chaand ho honton pe khelti hain tabassum ki bijliyaan sajde tumhaari raah mein karti hain kehkashaa duniyaa e husn o ishq kaa tum hi shabaab hoooo chaudhveen ka chaand ho yaa aaftaab ho
chhalia mera naam chhalia mera naam chhalia mera naam chhalia mera naam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam chhalia mera naam chhalia mera naam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam chhalia mera naam dekho logo zara to socho bani kahani kaise kahin pe khushiyan kahin pe ghum hain kyun hota hai aise kyun hota hai aise wah re tere kaam kahin subah kahin shaam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam chhalia mera naam chhalia mera naam rok rahe hain raahen meri naina tikhe tikhe hum to khaali baat ke rasiya ishq nahin hum seekhe ishq nahin hum seekhe jahaan bhi dekha kaam karta wahi salaam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam chhalia mera naam main hoon gareebon ka shehzada jo maango wo de dun shehzade talwaar se khelen main ashkon se khelun main ashkon se khelun mehnat mera kaam dena uska kaam hindu muslim sikh isaai sab ko mera salaam chhalia mera naam chhalia
chham chham naachat aayi bahaar chham chham naachat aayi bahaar paat paat neeee li angdaayi jhoom rahi hai daar daar chham chham naachat aayi bahaar chham chham naachat aayi bahaar mehak rahi ploolwaari nikhri kyaari kyaari mehak rahi ploolwaari nikhri kyaari kyaari phool phool par joban aaya kali kali ne kiya singaar chham chham naachat aayi bahaar chham chham naachat aayi bahaar mann matwaara dole jaane kya kya bole mann matwaara dole jaane kya kya bole nayi naweli aasha jaagi jhoomat manvaa baar baar chham chham naachat aayi bahaar chham chham naachat aayi bahaar paat paat neeee li angdaayi jhoom rahi hai daar daar chham chham naachat aayi bahaar chham chham naachat aayi bahaar
chhod gaye baalam mujhe haaye akela chhod gaye chhod gaye baalam mera pyaar bhara dil tod gaye chhod gaye baalam mujhe haaye akela chhod gaye chhoot gaya baalam haaye saath humara chhoot gaya toot gaya baalam mera pyaar bhara dil toot gaya phool sang muskaaye kaliyaan main kaise muskaaun baadal dekh ke bhar aayin ankhiyaan baadal dekh ke bhar aayin ankhiyaan chham chham neer bahaaun main chham chham neer bahaaun chhoot gaya baalam haaye saath humara chhoot gaya toot gaya baalam mera pyaar bhara dil toot gaya dil ki lagi ko kya koi jaane main jaane dil jaane palkon ki chhayaa mein naachen palkon ki chhayaa mein naachen dard bhare afsaane haaye dard bhare afsaane chhod gaye baalam mujhe haaye akela chhod gaye chhod gaye baalam mera pyaar bhara dil tod gaye pehle mann mein aag lagi aur phir barsi barsaat aisi chali birhaa ki aandhi aisi chali birhaa ki aandhi tadpat hoon din raat haaye main tadpat hoon din raat chhoot gaya baalam haaye saath humara chhoot gaya chhod
chhup gaya koi re door se pukaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke chhup gaya koi re door se pukaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke aaj hai sooni sooni dil ki ye galiyaan ban gayi kaante meri khushiyon ki kaliyaan aaj hai sooni sooni dil ki ye galiyaan ban gayi kaante meri khushiyon ki kaliyaan pyaar bhi khoya maine sab kuchh haar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke chhup gaya koi re door se pukaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke ankhiyon se neend gayi manvaa se chain re chhup chhup royen mere khoye khoye nain re ankhiyon se neend gayi manvaa se chain re chhup chhup royen mere khoye khoye nain re haan yahi to mere din the singaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke chhup gaya koi re door se pukaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke
chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki tum apne charnon mein rakh lo mujh ko tumhaare charnon ka phool hoon main main sar jhukaye khadi hoon pritam main sar jhukaye khadi hoon pritam ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki ye sach hai jeenaa tha paap tum bin ye paap maine kiya hai ab tak magar hai mann mein chhabi tumhari magar hai mann mein chhabi tumhari ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki phir aag birhaa ki mat lagaanaa ke jal ke main raakh ho chuki hoon ye raakh maathe pe maine rakh li ye raakh maathe pe maine rakh li ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki
hmmmmm chingaari koi bhadke chingaari koi bhadke to saawan usse bujhaaye saawan jo agan lagaaye usse kaun bujhaaye ho usse kaun bujhaaye patjhad jo baag ujaade wo baag bahaar khilaaye jo baag bahaar mein ujade usse kaun khilaaye ho usse kaun khilaaye hum se mat poochho kaise mandir tootaa sapnon kaaa hum se mat poochho kaise mandir tootaa sapnon kaa logon ki baat nahin hai ye kissaa hain apnon ka koi dushman thens lagaaye to meet jiyaa bahalaaye manmeet jo ghaav lagaaye usse kaun mitaaye naa jaane kyaa ho jaataa jaane hum kyaa kar jaate naa jaane kyaa ho jaataa jaane hum kyaa kar jaate peete hain to zindaa hain naa pite to mar jaate duniyaa jo pyaasaa rakhe to madiraa pyaas bujhaaye madiraa jo pyaas lagaaye usse kaun bujhaaye ho usse kaun bujhaaye maanaa toofaan ke aage nahin chaltaa zor kisi ka maanaa toofaan ke aage nahin chaltaa zor kisi ka maujon kaa dosh nahin hai ye dosh hai aur kisi kaa majhdhaar mein naiyyaa dole to maajhi paar lagaaye maajhi jo naav
jundariyaa katti jaaye re umariyaa ghatti jaaye re kaam kathin hai jeevan thoda kaam kathin hai re kaam kathin hai jeevan thoda pagla mann ghabraaye jundariyaa katti jaaye re umariyaa ghatti jaaye re dukh dard sahen banjaare bhaiyaa doop mein dekhen taare din raat bahaaye pasina hum kuchh haath na aaye humare kuchh haath na aaye humare humri saari mehnat maaya thagwaa thug le jaaye jundariyaa katti jaaye re umariyaa ghatti jaaye re dharti pe kitne baarah maase beet gaye re aa ke raama beet gaye re aa ke duniyaa ke liye hai leela teri humere bhaag mein phaanke raama humere bhaag mein phaanke kaagaz ho to baanch loon raama bhaag na baanchon jaaye jundariyaa katti jaaye re umariyaa ghatti jaaye re sansaar mein tere loot machi aur jaan ke pad gaye laale aur jaan ke pad gaye laale ab rok janam ki chakki re ab rok janam ki chakki re sansaar chalane waale sansaar chalane waale kaal pada hai roti ka aur duniyaa badhati jaaye jundariyaa katti jaaye re umariyaa ghatti jaaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chahoonga Main Tujhe Dosti (1964) 05:06 20252
 
Poster of Dosti (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sudheer Kumar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:06   Song Number : 20252   

Chain Nahin Aaye Samundar (1957) 04:05 32979
 
Poster of Samundar (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Raag- 
Chaya-Nat
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:05   Song Number : 32979   

Chal Ud Jaa Re Panchhi Bhabhi (1957) 06:38 12893
 
Poster of Bhabhi (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Shyama
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:38   Song Number : 12893   

Chale Jaana Nahin Bari Behen (1949) 02:33 20260
 
Poster of Bari Behen (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Raag- 
Asavari
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:33   Song Number : 20260   

Chalenge Teer Jab Dil Par Kohinoor (1960) 06:34 13563
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Meena Kumari
Raag- 
Bihag
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:34   Song Number : 13563   

Chali Gori Pee Se Ek Hi Raasta (1956) 04:12 13217
 
Poster of Ek Hi Raasta (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Meena Kumari, Sunil Dutt
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:12   Song Number : 13217   

Chalo Sajna Jahan Tak Mere Hamdam Mere Dost (1968) 05:03 11968
 
Poster of Mere Hamdam Mere Dost (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:03   Song Number : 11968   

Chanda Re Ja Re Ziddi (1948) 03:14 14448
 
Poster of Ziddi (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Raag- 
Chaya-Nat
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:14   Song Number : 14448   

Chanda Re Mori Patiyan Le Ja Banjarin (1960) 04:28 16206
 
Poster of Banjarin (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Pt Madhur
Music Director- 
Pardesi
On Screen Actors- 
Manhar Desai, Lalita Kumari
Raag- 
Durga
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 16206   

Chandan Sa Badan (Female) Saraswatichandra (1968) 03:23 11972
 
Poster of Saraswatichandra (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan, Manish
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:23   Song Number : 11972   

Chandan Sa Badan (Male) Saraswatichandra (1968) 03:59 20277
 
Poster of Saraswatichandra (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Nutan, Manish
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:59   Song Number : 20277   

Chandi Ki Deewar Vishwas (1969) 05:19 20278
 
Poster of Vishwas (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Jitendra
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:19   Song Number : 20278   

Chaudhvin Ka Chand Chaudhvin Ka Chand (1960) 03:29 20281
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Waheeda Rehman
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:29   Song Number : 20281   

Chhalia Mera Naam Chhalia (1960) 04:01 20283
 
Poster of Chhalia (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:01   Song Number : 20283   

Chham Chham Naachat Aayi Bahaar Chhaya (1961) 04:23 12979
 
Poster of Chhaya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Bahar
Duration : 04:23   Song Number : 12979   

Chhod Gaye Baalam Barsaat (1949) 03:24 11812
 
Poster of Barsaat (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:24   Song Number : 11812   

Chhup Gaya Koi Re Champa kali (1957) 03:25 12958
 
Poster of Champa kali (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suchitra Sen
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:25   Song Number : 12958   

Chhupa Lo Yun Dil Mein Mamta (1966) 03:32 20292
 
Poster of Mamta (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Suchitra Sen, Ashok Kumar
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:32   Song Number : 20292   

Chingari Koi Bhadke Amar Prem (1971) 05:59 20295
 
Poster of Amar Prem (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:59   Song Number : 20295   

Chundariyaa Katti Jaaye Mother India (1957) 03:15 13776
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Raag- 
Khamaj
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:15   Song Number : 13776